Chhodo Kal Ki Baatein Lyrics - छोड़ो कल की बातें

Chhodo Kal Ki Baatein Lyrics in Hindi and English. छोड़ो कल की बातें song from the 1960 movie Ham Hindustani.

छोड़ो कल की बातें,
कल की बात पुरानी
नए दौर में लिखेंगे,
मिल कर नई कहानी
हम हिन्दुस्तानी,
हम हिन्दुस्तानी

आज पुरानी ज़ंजीरों को तोड़ चुके हैं
क्या देखें उस मंज़िल को जो छोड़ चुके हैं
चाँद के दर पर जा पहुंचा है आज ज़माना
नए जगत से हम भी नाता जोड़ चुके हैं
नया खून है नई उमंगें,
अब है नई जवानी
हम हिन्दुस्तानी...

हमको कितने ताजमहल हैं और बनाने
कितने हैं अजंता हम को और सजाने
अभी पलटना है रुख कितने दरियाओं का
कितने पवर्त राहों से हैं आज हटाने
नया खून है नई उमंगें,
अब है नई जवानी
हम हिन्दुस्तानी...

आओ मेहनत को अपना ईमान बनायें
अपने हाथों को अपना भगवान बनायें
राम की इस धरती को गौतम की भूमी को
सपनों से भी प्यारा हिंदुस्तान बनायें
नया खून है नई उमंगें,
अब है नई जवानी
हम हिन्दुस्तानी...

हर ज़र्रा है मोती आँख उठाकर देखो
माटी में सोना है हाथ बढ़ाकर देखो
सोने की ये गंगा है चांदी की यमुना
चाहो तो पत्थर से धान उगाकर देखो
नया खून है नई उमंगें,
अब है नई जवानी
हम हिन्दुस्तानी

Chhodo Kal Ki Baatein Lyrics in English

Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani,
Naye daur me likhenge, mil kar nai kahaani,
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Aaj puraani janjiro ko tod chuke hain
Kya dekhe us manjil ko jo chhod chuke hai
Chaand ke dar par ja pahuncha hai aaj jamaana
Naue jagat se ham bhi naata jod chuke hain
Naya khun hai nai umange, ab hai nai jawaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Ham ko kitne taj mahal hain aur banaane
Kitne hain ajnta ham ko aur sajaane
Abhi palatna hai rukh kitne dariyaaon ka
Kitne parwat raahon se hain aaj hataane
Naya khun hai nai umange, ab hai nai jawaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Aao mehanat ko apna imaan banaayen
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharati ko gautam ki bhumi ko
Sapno se bhi pyaara hindustaan banaaye
Naya khun hai nai umange, ab hai nai jawaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Har jarra hai moti ankh uthhaakar dekho
Maati me sona hai haath badhaakar dekho
Sone ki ye ganga hai chaandi ki yamuna
Chaaho to patthar se dhaan ugaakar dekho
Are naya khun hai nai umange, ab hai nai jawaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur me likhenge, mil kar nai kahaani
Ham hindustaani, aaaa ham hindustaani

Credit:

Lyricist: Prem Dhawan,
Singer: Mukesh
Music Director: Usha Khanna
Album/Movie: Hum Hindustani (1960)

For more songs Beautiful Song Lyrics

Tags:

Chhodo Kal Ki Baatein is a popular Hindi song composed by R.D. Burman and penned by Anand Bakshi. It was originally sung by Kishore Kumar and released in the year 1975. The song was featured in the movie Aap Ki Kasam. This song is considered to be one of the most memorable songs of Kishore Kumar. Chhodo Kal Ki Baatein Lyrics in Hindi.

This song talks about the importance of living in the present and not dwelling in the past. It advises people to let go of the past and move on with life. It also speaks about the importance of family and friends in life. Chhodo Kal Ki Baatein Lyrics in Urdu.

The song has become a popular motivational song and is used in many films and TV shows. The song has been covered by several other singers, including Sonu Nigam, Udit Narayan, and Shaan. It has also been featured in various remixes and medleys.

This song is a plea to forget the past and move forward, with the theme of hope and optimism for a better future. The lyrics are simple and direct, and the music is light and upbeat. The song is uplifting and has been used in many movies and television shows, as well as in advertisements.

NextGen Digital Welcome to WhatsApp chat
Howdy! How can we help you today?
Type here...